Bita Huvaa Pal Kabhi Bhulayaa Nahi Jaata Hai...
Wo Pal Aankho Ke Samne Aaye To,
Aankhon Ka Paani Khatam Nahi Hota Hai...
Tab Achanak Khayaal Aata Hai Ki Dharti Gol Hai...
Sabse Jaada Dukh Uss Waqt Hota Hai...
Jab Apne Hi Pyaar Ke Haath Me Koi Aur Haath Daale Khada Hai.....Rohi Shayara

"Rohi"
No comments:
Post a Comment